Quantcast
Channel: Shayari – Updatepedia
Viewing all articles
Browse latest Browse all 209

Dard Shayari Collection in Hindi

$
0
0

Dard Bhari Shayari Collection in Hindi 

Dard Shayari Collection – We Provide Thousands of Dard Bhari Shayari in Hindi, 2 Line Dard e Ishq Shayari for love and Girlfriend/Boyfriend. Dard Bhari Shayari is among the Very saddest factor in our life. People who are looking for two line Dard Shayari in Hindi then Updatepedia is best for you. Updatepedia has huge selection of Pyar ka Dard Shayari, Dard e ishq Shayari. Listed Below is some of the best shayari Collection for Dard e Dil in Hindi for love, girlfriend, Boyfriend, GF/BF and more those who are in Sad Mood.

Pyar ka dard shayari 2 line dard shayari dard love shayari dard e ishq shayari dard shayari hindi dard bhari shayari

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

2 Line Dard Bhari Mohabbat Shayari

Talaash Kar Meri Kami ko Apne Dil Mein e yaar….
Dard H0 T0 Samajh Lena ki Mohabbat Ab Bhi Baki Hai….

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Two Line Dard e ishq Shayri in Hindi Fonts

झगडा तभी होता है, जब दर्द होता है…।।
और दर्द तभी होता है, जब प्यार होता है. ..।।

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

2 Line Dard Bhari Shayari in English Fonts.

Tere Baad Nazar Nahi Aati Mujhe Koi Manzil
Kisi Or Ka Hona Ab Mere Bass Mein Nahi

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Short Pyar Ka Dard Shayari in Hindi Fonts

चित्रकार तुझे उस्ताद मानुँगा,
दर्द भी खिंच मेरी तस्वीर के साथ।

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Ishq e Dard Shayari for Girlfriend

इशक के दरद ही कुछ ऐसे हैं…
लोग जान दे देते हैं मगर इंतजार नहीं करते।।

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

2 Line Dard Bhari Shayari for Love

ab to dard ki adat ho gai h…
ab to dard tab hota h, jab dard naa ho…

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Two Line Dard Shayari for Mohabbat in English Fonts

Tum Aao Kabhi Dastak Toh Do Dar_E_Dil Par…
Pyaar umeed Se Kamm Ho To Saza_E_Maut De Dena.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Very Sad Dard e ishq Shayari for Love

Dil Roz Sajta Hai Naadan Dulhan Ki Tarah,
Gham Roz Chale Aate Hai, Baarati Ban
Kar…!!!!!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Read the Best Collection of Two Line Dard Bhari Shayari 

Dard Shayari and Dard e Ishq Shayari come up if there is a sad situation in your life that we could have the moment without sharing Dard bhari shayari representing Dard love shayari Without reading or committing our 2 line dard shayari to a narration or Dard Shayari for Him/Her and therefore is able to only result from the thought along with the Pyar Ka Dard Shayari created by Updatepedia

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Faaslon ka ehsaas tb hua..
Jab Maine kaha..”mai theek hu..”
Aur.. Usne “maan liya..”

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Kyu sharminda karti ho haal hamara puch kar
Haal hamara wahi hai jo tumne bana ke rakha hai

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Zindagi ka har zakham uski meharbani hai.
Meri zindagi to ek adhuri kahani hai.
Chahte to mita dete har dard ko.
Magar ye dard hi to uski Aakhri nishani hai…!!!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Andar koi jhanke to tukron mai milunga…
Ye hansta huya chehra to zamane k liye hai…

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Zindagi Haseen Thi Aur Phir Duniyawi
Mohabbat Ne Iss Mushkil Banna Diya.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Ab Phir Kabhi Nahi Ho Sakhti Mohabbat Mujhe,
Woh Shaqs Bhi Aik Hi Tha, Mera Dil Bhi Aik Hi Hai.

Read More Dard Shayari in Hindi for Love on Next Page

Huge the Dard Shayari We Share on Facebook or whatsapp when we feel pain in our life due to the meanings we portray to our life. We Provide All types of latest Dard Bhari Shayari in Hindi fonts or Dard e ishq Shayar in English Font to understand that to some degree, any specific which means could be provided to any specific information. We have to stay away from Sad Mood So we can easily Control our Dard that can be turning to Dard Shayari. See the Best Collection of Dard Shayari in Hindi English Fonts.

Read Related Other Shayaris:

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aao Mil Kar Haste Hai,
Apni Apni Mohabbatoon Par.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Zindagi Mein Log Dukh Ke Siwa De Bhi Kya Sakhte Hein,
Marne Ke Baad Do Gazz Kafan Dete Hein Woh Bhi Ro Ro Ke

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Kismat par aitbar kisko hai,
Mil jaye khushi inkaar kisko hai,
Kuch majburian hain mere dost,
Warna judai se pyaar kisko hai.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Waade bhi dost ne kya khub nibhaye,
Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye,
Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi,
Maut se pehle hi dost kafan le aye

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Dil ke dard ko dil todne waala kya jaane,
pyaar ke rivajo ko ye jmaana kya jaane,
hoti hai kitni takleef kabar mein,
upper se phool chadane waala kya jaane

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Darya wafaon ka kabhi rukta nahi;
Mohabat mein insan kabhi jhukta nahi;
Khamosh hain hum unki khushi ke liye;
aur Wo smajh baithe hain ki dil humara dukhta nahi…

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Meri Tanhayi Ko Mera Shaunq Na Samjhna;
Bohat Pyaar Se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi Ne!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Kuchh Zakhm Sadiyoun Baad Bhi Taaza Rehte Hein, Faraz;
Waqt Ke Paas Bhi Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Ajab Hunnar Hai Mere Hath Mein,
Yeh Shair Likhne Ka;
Mein Apni Barbadian Likhta Hun,
Log Wah Wah Karte Hain!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Meri Chahat Ko Mere Halaat Ke Tarazu Mein Kabhi Mat Tolna,
Maine Woh Zakham Bhi Khaye Hain, Jo Meri Qismat Main Nahi The!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Talaash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Mein;
Agar Dard Mile To Samajh Lena, Mohabbat Abhi Baki Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jagmagaate Shehar Ki Raanayion Mein Kya Naa Tha;
Dhundne Nikla Tha Jisko, Bas Vahi Chehra Na Tha!
Hum Vahi, Tum Bhi, Vahi, Mausam Vahi, Manzar Vahi;
Faansle Badh Jaayenge Itne, Kabhi Socha Na Tha!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Shaam Se Aaj Saans Bhaari Hai, Bekaraari Bekaraari Hai!
Aapke Baad Har Ghadi Humnein, Aap Ke Saath Hi Guzaari Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Dua Maangi Thi Ik Aashiyaane Ki;
Aandhiyaan Chal Padi Zamaane Ki;
Mere Gham Ko Koi Samajh Na Saka;
Kyonki Mujhe Aadat Thi Muskuraane Ki!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Mujhe udaas dekhkar usne kaha,
Mere hote hue tumhe koi dukh nhi de skta;
`Phir aisa hi hua` zindgi mein;
Jitne dukh mile sab usi ne diye.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Raha Yun Hi Namukkamal, Gham-e-Ishq Ka Fasaana;
Kabhi Mujhko Neend Aayi, Kabhi So Gaya Zamaana!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aap To Chand Ho, Jisse Sab Yaad Karte Hain;
Hamaari Kismat To Sitaron Jaisi Hai;
Yaad Karna To Durr, Log Apni Khwahish Ke Liye Bhi;
Hamaare Tootne Ka Intezar Karte Hain!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Meri Majburiyon Ko Meri Badkismati Mat Samajhna;
Qyunki Hum Unn Rahon Par Se Bhi Guzre Hein;
Jahan Kismat To Durr, Saaya Bhi Sath Nahi Deta!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aaj Unhone Ek Aur Dard Diya To Yaad Aaya;
Hamne Hi To Maange The Unke Sare Dard Apni Duaao Mein!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Toote Hain Sheesha Dil Haaye Dil Itne Ke Ehl-e-Dard;
Rakhte Hain Paaon Khaak Par Sau Baar Dekh Kar!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Hum To Hass Lete Hain Dukh Mein Bhi, Teri Rehmat Se;
Varna Log To Sukh Mein Bhi Pareshaan Rehtey Hain!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Is Behte Dard Ko Mat Roko;
Yeh To Sazza Hai Kisi Ke Intezaar Ki;
Log Inhe Aansu Kahen Ya Deewangi;
Par Yeh To Nishani Hain Kissi Ke Pyaar Ki!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Hai Koi Janaaza Padne Wala;
Main Apne Dil Ko Maar Betha Hun!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Uttar Chukki Hai Meri Rooh Mein Kisi Ki Nigah;
Tarap Rahi Hai Meri Zindagi Kisi Ke Liye!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Un Logo Ka Kya Hua Hoga,
Jinko Meri Tarha Gum Ne Mara Hoga,
Kinare Par Khade Log Kya Jane,
Dubne Wale Ne Kin-Kin Ko Pukara Hoga..!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Labon pe aaj unka Naam aa gaya,
Pyase pass jaise Jaam aa Gaya,
Dole kadam to gire unki Bahon mein ja kar,
Aaj Hamara Pina hi Hamare Kaam Aa Gaya.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Iss behte dard ko mat roko,
Yeh to saza hai kisi ke intezar ki
Log inhe aansu kahe ya deewaangi,
Par yeh to nishani hai kisi ke pyaar ki.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aaj hum unhe bewafa batakar aaye hai,
Unhone likhe khatoan ko pani mai bahakar aaye hai,
Koi nikalkar padh na le unn khatoan ko
Esliye pani mai aag lagakar aaye hai…..

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jhuki nazron se ikrar mat krna,
Nazre utha kr inkar mat krna,
Raat bhar tarapte ho kisi ki yadon me,
Or dosron ko kehte ho kisi se pyar na krna

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Roz dhalti huyi shaam se dar lagta hain,
Ab mujhe ishq ke anjaam se dar lagta h
Jab se tumne mujhe dhokha diya,
Tabse mohabbat k nam se b dar lagta hai.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Khushiyaan ek kahani ban k rah gayi,
milte milte yeh dooriyaan badti gayi,
Na jane kahaan gayi woh khilti huyi mausam,
dil mein ek andhera si cha gayi.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Teri duniaa se jaane ke baad mai tumhe,
Har ek taare main nazar aaya karunga.
Tum har pal koi duaa maang lena,
Or main har baar toot jaya karunga.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jagmagaate Shehar Ki Raanaaiyon Mein Kya Na Tha;
Dhoondne Niklaa Tha Jisko, Bas Vahi Chehra Na Tha;
Hum Vahi, Tum Bhi Vahi, Mausam Vahi, Manzar Vahi;
Faasle Badh Jaayenge Itne Kabhi Socha Na Tha!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Raha Youn Hi Namukkamal, Gham-e-Ishq Ka Fasaana;
Kabhi Mujhko Neend Aayi, Kabhi So Gaya Zamaana!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Na Main Pass Unko Bulaa Saka;
Na Main Dil Ki Baat Suna Saka;
Woh Hansi Hansi Main Hi Chal Deeya;
Ke Main Haath Tak Na Hila Saka!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Dard Mein Bhi Yeh Lab Muskura Jate Hain;
Beetey Lamhe Hamein Jab Bhi Yaad Atey Hain!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Uski Justaju, Uska Intezaar Aur Yeh Akelapan;
Thak Kar Muskura Dete Hein, Jab Roya Nahi Jaata!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Humne Socha, Unke Pyar Mein Tadapna Chhod Denge;
Unke Liye Tarasna Chhod Denge;
Dil Ko Bola, Tu Bhul Ja Use;
Dil Bola, Hum Dhadakna Chhod Denge!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya;
Khali Hi Sahi Hathon Mein Jaam To Aaya;
Main Hoon Bewaafa Sabko Bataya Usne;
Yun Hi Sahi Uske Labon Pe Mera Naam To Aaya!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Koi Naraz Hai Humse Ke Hum Kuch Likhte Nahi;
Kahan Se Layein Lafz Jab Wo Milte Nahi;
Dard Ki Zuban Hoti To Bata Dete;
Woh Zakhm Kaise Bataye Jo Dikhte Nahi!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Manzilon Se Begaana Aaj Bhi Safar Mera;
Raat Besahar Meri Dard Beasar Mera!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Yun to Sadmo Mein Bhi Hans Leta Tha Main;
Aaj Kyu Bewajah Rone Laga Hun Main;
Barson Se Hatheliyan Khali Hi Rahi Meri;
Phir Aaj Kyu Lagaa Sab Khone Laga Hun Main!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Manzilon Sey Begana Aaj Bhee Safar Mera;
Raat Besahar Meree Dard Beasar Mera!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Na Kisee Kee Aankh Ka Noor Hoon;
Na Kisee Key Dil Ka Qaraar Hoon;
Jo Kisee Key Kaam Na Aa Sakey;
Main Vo Ek Musht-e-Ghubaar Hoon!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Zindagi Ka Har Zakham Uski Meharbani Hai;
Meri Zindagi To Ek Adhuri Kahani Hai;
Chahta To Mita Dete Har Dard Ko;
Magar Yeh Dard Hi To Uski Aakhri Nishani Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Kabhi Ro Ke Muskuraye, Kabhi Muskura Ke Roye;
Jab Bhi Teri Yaad Aayi, Tujhe Bhula Ke Roye;
Ek Tera Hi To Naam Tha Jise Hazar Bar Likha;
Jitna Likh Ke Khush Hue Uss Se Jayada Mita Ke Roye!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Ae Maut, Tujhe Gale Lagana Chahta Hun;
Kitni Wafa Hai Tujh Main Aazmana Chaahta Hun;
Logo Ne Bahut Rulaya Hai Mujhe;
Tera Saath Mile To Logo Ko Rulana Chahta Hun!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aaj Uss Nay Ek Dard Diya To Muje Yaad Aaya;
Humm Nay Hi Duaon Main Uss Ke Saare Dard Mange Thay!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Ya Toh Deewaana Hanse, Ya Tu Jise Taufeeq De;
Warna Iss Duniya Mein Kya Hai Muskaraane Ke Liye

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Mana k kal hum akele reh gaye,
judai k aansu ankho se beh gaye,
Rothe hue ko koun chup karayega,
jo chup karathe the wo hi aaj chup hogaye.!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Gujra Waqt Dil ki Baat Sunayega,
Kabi Sath The Hum,Har Pal Yaad Aayega,
Gour se Palatna Zindgi ke Panno ko,
Kabhi na Kabhi to Hamara Naam Najar Aayega

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Yun Dil Se Dil Ko Juda Na Kijiyega…….
Zara Soch Samaj Kar Faisla Kijiyega…….
Agar Jee Sakte Hai Aap Mere Bina………..
To Beshak Meri Maut Ki Dua Kijiyega.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Ab Jo Ik Hasrat-E-Jawani Hai;
Umr-E-Rafta Ki Ye Nishani Hai;
Khak Thi Maujzan Jahan Mein, Aur;
Ham Ko Dhoka Ye Tha Ke Pani Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Khamosh Chehre Par Hazaaron Pehre Hote Hai;
Hasti Aankhon Mein Bhi Zakham Gehre Hote Hain;
Jinse Aksar Rooth Jaate Hai Hum;
Asal Mein Unse Hi Rishte Gehre Hote Hain!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Ik Tabasum Honthon Par Raksa Hai;
Koshish Hai Zamaane Se Gam Chhupaane Ki;
Aur Mere Ahbaab Samajte Hai Ki;
Mujhe Aadat Hai Muskuaarane Ki!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Mere Dil Ka Woh Har Ek Dard Mitaane Vaala;
Aaj Khud Rooth Gayaa Hai Mujhko Manaane Vaala;
Koi Dekhe Na Humein Dekh Rahaa Hai Maalik;
Sabke Dil Mein Hai Woh Maujood Zamaane Wala!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Mujhe Ghumaan Tha Ke Chaahaa Bahut Zamane Ne Mujhe;
Main Aziz To Sabko Tha Magar Zarooraton Ke Tarah!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon;
Meri Aankhein Ek Dastak De Deti Hai;
Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai;
Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pehchaan Lete Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Kitna Dur Nikal Gaye Hum Rishte Nibhaate Nibhaate;
Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Paate Paate;
Log Kahte Hai Dard Chupa Hai Humaare Dil Mein;
Aur Hum Thak Gaye Jhuthi Hassi Muskurate Muskurate!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Door Jaakar Bhi Hum Door Jaa Na Sakenge;
Kitna Royenge Hum Bata Na Sakenge;
Gham Iska Nahi Ki Aap Mil Na Sakoge;
Dard Iss Baat Ka Hhoga Ki Hum Aapko Bhula Na Sakenge!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Har Dil Mein Dard Chupa Hota Hai;
Bayan Karne Ka Andaz Juda Hota Hai;
Kuch Log Ankhon Se Dard Baha Detay Hain;
Aur Kisi Ki Hansi Mein Bhi Dard Chupa Hota Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Khelna Seekh Liya Ab Toh Dard Se Humne;
Jeena Seekh Liya Bewafai Ke Sath Ab Toh;
Dil Kis Kadar Toota Hai Kya Bataayein Hum;
Marne Se Pehle Kafan Odhna Sikh Liya Humne!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Unki chahat may dil majbur ho gaya.
bewafayi karna unka dastur ho gaya.
kasur unka nahi tha mera tha
Hum ne chaha hi itna ki shayad unko gurur ho gaya.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Bhulana aapko na asaan hoga.
Bhule jo aapko wo naadaan hoga,
Aap baste ho dil me hamare,
Aap hame na bhule ye aapka ehsaan hoga..

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Meri barbadi par tu koi malal na karna,
bhul jana mera khyal na karna,
Hum teri khusi k liye kafan ODH lenge,
pr tu meri laash se koi sawal na karna

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Teri duniaa se jaane ke baad mai tumhe,
Har ek taare main nazar aaya karunga.
Tum har pal koi duaa maang lena,
Or main har baar toot jaya karunga.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Zindagi ye rang dikhati hai kitne,
Gair ho jate hai ek pal me apne,
Sapno ki duniya me kabhi na jana yaar,
Dil toot jata hai jab toot te hai sapne…

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Zindgi Ka Har Zakham Uski Mehrbani Hai;
Meri Zindgi To Ek Adhuri Kahani Hai;
Mita Deta Har Dard Ko Magar;
Ye Dard Hi To Uski Aakhri Nishani Ha!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Bas Itni Baat Par Sab Ehl-E Mehfil Ho Gaye Barhaum;
Ke Tere Naam Kay Hamraa Mera Nam Kyon Aaya!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Dard De Gaye Sitam Bhi De Gaye;
Zakhm Ke Sath Marham Bhi De Gaye;
Do Lafzo Se Kar Gaye Apna Mann Halka;
Aur Humein Kabi Na Rone Ki Kasam De Gaye!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Dekh Ke Humein Woh Sir Jhukaate Hain;
Bulaa Ke Mehfil Mein Nazrein Churaate Hai;
Nafrat Hai Humse Toh Bhi Koi Baat Nahi;
Par Gairon Se Mil Ke Dil Kyun Jalate Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Hawas Naseeb-E-Nazar Ko Kahin Qarar Nahi;
Main Muntazir Hun Magar Tera Intazar Nahi;
Humi Se Rang-E-Gulistan Humi Se Rang-E-Bahar;
Humi Ko Nazm-E-Gulistan Pe Ikhtayar Nahi!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jhutha Muskurane Ki Ab To Aadat Ho Gayi Hai;
Ye Zindagi Bhi Ab To Teri Yaadon Ki Ibaadat Ho Gayi Hai;
Chal Rahi Hai Bas Saanse Ab To Iss Murda Jism Mein;
Varna Rooh To Kab Ki Tere Sath Ruksat Ho Gayi Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Kabhi Aansu Kabhi Khushi Dekhi;
Humne Akshar Majburi Or Bekasi Dekhi;
Unki Naarazgi Ko Hum Kya Samjhe;
Humne Khud Apni Taqdeer Ki Bebasi Dekhi!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Duniya Hai Patthar Ke Jazbaat Nahi Samajhti;
Dil Mein Jo Chhupi Hai Woh Baat Nahi Samajhti;
Chaand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein;
Dard Magar Chand Ke Zalim Raat Nahi Samajhti!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Muskuraane Ki Aadat Bhi Kitni Mehangi Padi Humein;
Chod Gaya Wo Ye Soch Kar Ki Hum Judai Me Bhi Khush Hain!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Shaam Suraj Ko Dhalna Sikhati Hai;
Mohabbat Parwane Ko Jalna Sikhati Hai;
Girne Wale Ko Dard Toh Hota Hai;
Par Thokar Hi Insaan Ko Chalna Sikhati Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Kbhi laga wo mujhe sata rahe hai,
Kbhi laga ke wo karib aa rahe hai,
Kuchh log hote hai ansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta sath de rahe hain,
Ya chhod kar jaa rahe hain…!!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Bahut Chaha par unhe bhula na sake,
Khayalo mein kisi aur ko la na sake,
Kisi ko dekh kar aansu to ponch liye,
Par kisi ko dekh kar hum muskura na sake

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Gamoan ka daur abhi jaari hai,
Aaj ki raat bahut bhari hai,
Dillon ka tutna koi nai baat nahi,
Aaj meri kal kisi aur ki baari hai

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Phool Nahi Hum Kaanton Main Baste Hai;
Khushi Nahi Hum Gum Main Bhi Haste Hai;
Shayari Karna Aasan Nahi Dost;
Dil Ke Dard Se Shayar Bante Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Duniya Ne Ghum Hazaar Diye, Lekin Ae Dost;
Mainne Har Ek Ghum Ko Hansi Mein Udda Diya!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aansuon Ke Chalne Ki Awaz Nahin Hoti;
Dil Ke Tootne Ki Aahaat Nahin Hoti;
Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsaas;
To Use Dard Dene Ki Aadat Nehin Hoti!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Khaali Sheeshe Bi Nishan Rakte Hain;
Toote Dil Bi Arman Rakhte Hain;
Jo Khamoshi Se Gujar Jayen;
Vo Dariya Bi Dil Me Toofan Rakte Hain!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jab Se Chaman Chhuta Hai Yeh Haal Ho Gaya Hai;
Dil Gham Ko Kah Raha Gham Dil Ko Kah Raha!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Behte Aashkon Ki Zubaan Nahi Hoti;
Lafzon Mein Mohabat Bayaan Nahi Hoti;
Mile Jo Pyar To Kadar Karna;
Kismat Har Kisi Par Maherban Nahi Hoti!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Har ek muskuruhat muskan Nahi hoti,
Nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti,
Aansu gam ke aur khushi ke ek jaise hote hai,
Inki pehchan aasan nahi hoti

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Har ek muskurahat muskan nahin hoti,
Nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti.
Aansu gam ke aur Khushi ke ek se hote hain,
Magar inki pehchaan aasan nahin hoti

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jab Se Chaman Chhuta Hai Yeh Haal Ho Gaya Hai;
Dil Gham Ko Kah Raha Gham Dil Ko Kah Raha!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jindagi mein kabhi kisi se pyar na karna,
Agar ho jaye to inkar na karna,
Nibha sako to aage kadam badhana,
Warna yu hi kisi ki jindagi barbad na karna.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jan kar bhi tum mujhe Jan Na paye,
Aaj tak tum mujhe pehchan Na paye,
khud hi ki hai bewafai hum ne,
Ta ki tujh pe koi ilzaam na aaye.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Bhula k mujhko Agr tum ho salamat,
To bhula k tujhko Sambhalna mujhe bhi aata hai…..
Nahi hai Mari Fitrat main ye aadat,
Warna Teri tarha badalna mujhe bhi aata hai….!!!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Ye aarzu nahi ke kisi ko bhulaye hum
Na tamanna ke kisi ko rulaye hum.
Par dua hai uss rab se, jisko jitna yaad karte hain,
Usko utna yaad aayein hum.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aankhon me kisi sapne ne aana chhod diya…
Hoton par ab hasi ne bhi aana chhod diya…
Ab to hichkiyan bhi nahi aati…
Shayad aapne yaad karna hi chhod diya…

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Lipti Hai Mere Dil Se Kisi Raaz Ki Surat;
Woh Shakhs Ke Jis Ko Meraa Honaa Bhi Nahin Hai;
Yeh Ishq Mohabbat Ki Riwaayat Bhi Azab Hai;
Panaa Bhi Nahin Hai, Use Khonaa Bhi Nahin Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Mere Rabba Meri Gall Da Jawab Taan De;
Esh Tutte Hoye Dil Da Ilaz Taan De;
Sari Beeti Hai Umar Meri Dukhan De Sahare;
Hor Kinne Dukh Likhe Ne Hisaab Ta De!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jo Teer Bhi Aata Vo Khaali Nahi Jaata;
Maayoos Mere Dar Se Savaali Nahi Jaata;
Are Kaante Hi Kiya Karate Hain Phoolon Ki Hifaazat;
Phoolon Ko Bachane Koi Maali Nahi Jaata!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Sakhat Rahon Mein Ab Asan Safar Lagta Hai;
Ab Anjan Ye Sara Hi Shehar Lagta Hai;
Koi Nahi Mera Zindagi Ki Rahon Mein;
Mera Ye Gum He Mera Humsafar Hai Lagta Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Dubi Hain Meri Ungliyan Mere He Lahoo Mai;
Yeh Kanch Ke Tukroon Pey Bharose Ki Saza Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Main to Mar k Bhi Bazm-E-Wafa Main Zinda Hoon;
Talash Kar Meri Mehfil, Mera Mazaar Na Pooch!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jahaa Baithe Mukaam-e-Dil Samajhkar;
Uthaaya Dard Ne Ghaafil Samajhkar!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Uski Hansi Me Chupe Dard Ko Mehsus Ko Kar Dost;
Woh Kyu Yoohi Hans-Hans Ke Khud Ko Saza Deta Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Na Zindagi Mili Na Wafa Mili;
Najaane Har Khushi Humse Khafa Mili;
Jhoothi Muskaan Liye Apne Gham Chhupaate Hain;
Sachi Mohabbat Karne Ki Bhi Kiya Khoob Saza Mili!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Yeh To Zameen Ki Fitrat Hai Har Cheez Sokh Leti Hai;
Warna Hamare Aansuon Ka Bhi Ik Alag Hi Samander Hota!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Iss Ajab Daur Mein Aashiq Bhi Ajeeb Hote Hai;
Ek Din Dost Dusre Din Rakeeb Hote Hai;
Iss Liye Toh Mene Mohabbat Nahin Ki Hai;
Mohabbat Mein Toh Sirf Dukh Naseeb Hote Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aapko Bhule Vo Nazar Kaha Se Layein;
Kisi Aur Ko Chahe Vo Jigar Kaha Se Layein;
Reh Nahi Sakte Aapke Bina;
Uff Bhi Na Nikle Vo Zehar Kaha Se Layein!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Dil K Jazbon Ko Sanbhal Ke Rakho Sada;
Ye Mooti Wafa K, Inhen Rola Nahi Karte;
Chahat Ke Dareeche Bohat Anmool Hote Hain;
Har Kisi K Liye In Dareechon Ko Khola Nahi Kerte!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Iss Ajab Daur Mein Aashiq Bhi Ajeeb Hote Hai;
Ek Din Dost Dusre Din Rakeeb Hote Hai;
Iss Liye Toh Maine Mohabbat Nahin Ki Hai;
Mohabbat Mein Toh Sirf Dukh Naseeb Hote Hai!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Hum Agar Aapse Mil Nahi Paate
Aisa Nahi Hai Ki Aap Hamein Yaad Nahi Aate
Maana Jahan Ke Sab Rishte Nibhaye Nahi Jaate
Lekin Jo Dil Me Bas Jaate Hain Unhe Bhulaya Nahi Jaata…

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Kaas Yeh Sapna Bhi Pura Ho Jaye
Hum Bhi Kisike Sapno Me Aa Jaye
Ho Hamara Bhi Jikra Unke Labo Par
Hum Bhi Unke Dil Me Bas Jaye…

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

ना तंग करो इतना, हम सताऐ हुऐ हैं,
महोब्बत का गम दिल पे उठाऐ हुऐ हैं,
खिलौना समझ कर हम से ना खेलो,
हम भी उसी खुदा के बनाऐ हुऐ हैं..

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Dard ko chupana na aa saka hume,
Jhuti muskan ke sath muskurana na aa saka hume,
Log to jee lete hai sab bhula ke
Or unhe bhula ke jeena na aa saka hume.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Jo chaha wo na paya humne,
Ek pathar se dil lagaya humne,
Humne ki had se jada mohabbat
Or badle mein sirf dard paya humne.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Zindagi Se Apna Har Dard Chhupa Lena,
Khusi Na Sahi Gham Gale Laga Lena,
Koi Kahe Assan Hai Mohabbat,
To Use Mera Toota Hua Dil Dikha Dena.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Na Tasveer Hai Aapki Jo Deedar Kiya Jaye,
Na Aap Pass Ho Jo Aapko Pyar Kiya Jaye,
Yeh Kaun Sa Dard Diya Hai Aapne Aye Mere Sanam,
Na Kuch Kaha Jaye Na Aapke Bina Raha Jaye.

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aasuoo Ko Palko Me Laya Na Kijiye;
Dil Ke Baat Har Kisse Ko Bataya Na Kijye;
Mutthe Me Namak Lekar Gumte Hai Log;
Aapne Zhkhame Har Kise Ko Dikhaya Na Kijye!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Deti Hai Sukoon Rooh Ko Kaanton Ki Chubhan Bhi;
Khushboo Se Kabhi Hoti Hai Seene Mein Jalan Bhi!

→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→→

Aamir Saleh

Aamir Saleh

There Are 2 Engineers Who Found And Own Updatepedia Blog. Aamir Saleh Who Completed His B.Tech In Computer Science And Tausif Shaikh With the Same Educational Background. With Sheer Interest In Digital Marketing, Aamir Saleh Holds an Expertise In SEO, Blogging, Web Development With Other Similar Interests. Nevertheless, Blogging Has Been His Passion. Connect With Him On Social Media.

More Posts - Website

Follow Me:
FacebookLinkedInPinterestGoogle Plus

The post Dard Shayari Collection in Hindi appeared first on UpdatePedia.com.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 209

Latest Images

Trending Articles



Latest Images